Sunday, 6 October 2013

Chaar tarah ke jaanwar Qurbani ke liye nahi lene chahiye -

Chaar tarah ke jaanwar Qurbani ke liye nahi lene
chahiye - 

Al-Bara' ibn Azib Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki
Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya
Qurbani ke liye chaar tarah ke jaanwar durast nahi hai
1. Wo jiska kaanapan ya bhaingapan bilkul zahir ho,
2. dusra wo jo dekhney se hi beemar lagta ho,
3. teesra wo jiska langdapan bilkul zahir ho, 4. aur chotha wo jo budha aur bilkul kamjor ho jiski
haddiyon mein Gooda na ho
Sunan Abu Dawud, Vol 2 1029-Sahih
--------------------------------------------------------
Narrated Al-Bara' ibn Azib Radi Allahu Anhu : The
Prophet Sallallahu Alaihi Wasallam said Four (types of animals) should be avoided in sacrifice: A One-
eyed animal which has obviously lost the sight of one
eye, a sick animal which is obviously sick, a lame
animal which obviously limps and an animal with a
broken leg with no marrow.
Sunan Abu Dawud, Book 15, Number 2796 -Sahih

No comments:

Post a Comment